Pankaj Udhas Ahista Lyrics

Pankaj Udhas Ahista Lyrics: Aur Aahista Kijiye Baatein is a popular Hindi song from a album rendered by singer Pankaj Udhas.

The ghazal is about the beauty of taking things slow and savoring the moment. It talks about how life is too short to rush through and that we should appreciate the little things.

The song is a beautiful reminder to slow down and enjoy life. It is a perfect song to listen to when you are feeling stressed or overwhelmed. It will help you to relax and find peace.

Legendary Ghazal Singer Pankaj Udhas Passes AwayPankaj Udhas Ahista Lyrics

Album: Stolen Moments
Composer: Pankaj Udhas
Author: Zafar Gorakhpuri
Singer: Pankaj Udhas
Music Label: Universal Music India Pvt. Ltd.

Check out ‘Pankaj Udhas Ahista Lyrics’ here

Aur Aahista Kijiye Baatein
Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Aur Aahista Kijiye Baatein
Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Lafz Girne Na Paayein Hothon Se
Waqt Ke Haath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hain Yeh Dar-O-Deewaar
Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein

Aise Bolo Ki Dil Ka Afsana
Dil Sune Aur Nigaah Dohraaye
Aise Bolo Ki Dil Ka Afsana
Dil Sune Aur Nigaah Dohraaye
Apne Chaaron Taraf Ki Yeh Duniya
Saans Ka Shor Bhi Na Sun Paaye
Na Sun Paaye
Aur Aahista Kijiye Baatein
Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Lafz Girne Na Paayein Hothon Se
Waqt Ke Haath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hain Yeh Dar-O-Deewaar
Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein

Aayiye Band Kar Lein Darwaaze
Raat Sapnein Chura Na Le Jaaye
Aayiye Band Kar Lein Darwaaze
Raat Sapnein Chura Na Le Jaaye
Koi Jhonka Hawa Ka Awaara
Dil Ki Baaton Ko Uda Na Le Jaaye
Na Le Jaaye
Aur Aahista Kijiye Baatein
Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Lafz Girne Na Paayein Hothon Se
Waqt Ke Haath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hain Yeh Dar-O-Deewaar
Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein

Aaj Itne Kareeb Aa Jao
Dooriyon Ka Kahin Nishaan Na Rahe
Aaj Itne Kareeb Aa Jao
Dooriyon Ka Kahin Nishaan Na Rahe
Aise Ek Doosre Mein Gum Ho Jaaye
Faasla Koyi Darmiyaan Na Reh Jaaye
Na Reh Jaaye
Aur Aahista Kijiye Baatein
Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Lafz Girne Na Paayein Hothon Se
Waqt Ke Haath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hain Yeh Dar-O-Deewaar
Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein

Comments

comments