Avadh Mein Raghurai Lyrics

Avadh Mein Raghurai Lyrics: Avadh Mein Raghurai is a Hindi devotional song about Lord Rama.

Lord Rama is a one of the largely worshiped deity in Hindu religion. Rama is the seventh avatar of the god Vishnu in his Dashavatara [Ten Avatars]. Rama was born in Ayodhya as the eldest son of King Dasharatha of Kosala. Kaushalya was the mother of Rama. Lakshmana, Bharata, and Shatrughna were the siblings of Lord Rama. Lord Rama married Sita Devi. Lava and Kusha were the sons of Rama and Sita Devi.

Avadh Mein Raghurai Song Lyrics were written by Ravi Chopra and the song was composed by DJ Strings. This song was sung by Hansraj Raghuwanshi.

lord rama devotional songsAvadh Mein Raghurai Lyrics

Genre: Devotional
Music: DJ Strings
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Lyrics: Ravi Chopra
Label: Hansraj Raghuwanshi

Check out ‘Avadh Mein Raghurai Song Lyrics’ here..

Mangal Bhavan Amangal Haari
Sudasarath Ajar Bihari
Ram Ram Bolo Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo Ram Ram Bolo

Badi Shubh Ye Khabar Aayi Baje Ghar Ghar Sahnai
Papiyon Ka Vadh Karke Aaye Avadh Mein Raghu Rai
Papiyon Ka Vadh Karke Aaye Avadh Mein Raghu Rai
Sone Ka Rath Hoga Bhagwa Bharat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga

Ram Ram Ghar Aaja Re Ram Ram Ghar Saja Re
Ram Ram Ghar Saja Re Ram Ram Ghar Aaja Re
Dhariya Abhinandan Ki Raghav Ke Vandan Ki
Sarayu Ke Mithe Jal Mein Khushbu Hai Chandan Ki
Sarayu Ke Mithe Jal Mein Khushbu Hai Chandan Ki

Prabhu Raj Sambhalenge Phir Taj Sambhalenge
Door The Kal Jinse Unhe Aaj Sambhalenge
Door The Kal Jinse Unhe Aaj Sambhalenge
Ram Ram Ghar Aaja Re Ram Ram Ghar Saja Re
Ram Ram Ghar Saja Re Ram Ram Ghar Aaja Re

Hum Deep Jalayenge Diwali Manayenge
Ab Kabhi Ram Mere Vanvaas Na Jayenge
Ab Kabhi Ram Mere Vanvaas Na Jayenge
Din Dukh Ke Beet Gaye Aa Sabke Meet Gaye
Haar Gaye Bairi Raghu Vanshi Jeet Gaye
Haar Gaye Bairi Raghu Vanshi Jeet Gaye

Sanatan Dharm Sanatan Dhaam
Yahi Pe Yahi Rahenge Ram
Baaki Sab Kisse Jhoothe
Satya Hai Raghunandan Ka Naam
Ye Dharti Yogisanto Ki
Ye Dharti Yogisanto Ki
Yahan Par Raj Karenge Ram
Yahan Par Raj Karenge Ram
Yahan Par Raj Karenge Ram

 

Comments

comments