Jaise Suraj Ki Garmi Se Lyrics | Ram Bhajan

Jaise Suraj Ki Garmi Se Lyrics | Ram Bhajan: Jaise Suraj Ki Garmi Se is a very famous Hindi bhajan or Devotional songs about Lord Rama.

Lord Rama is a one of the largely worshipped deity in Hindu religion. Rama is the seventh avatar of the God Vishnu in his Dashavatara [Ten Avatars]. Rama was born in Ayodhya as the eldest son of king Dasharatha of Kosala. Kaushalya was the mother of Rama. Lakshmana, Bharata, and Shatrughna were the siblings of Lord Rama. Lord Rama married Sita Devi. Lava and Kusha were the sons of Rama and Sita Devi.

Over the years, Jag Mein Sundar Hain Do Naam Traditional Bhajan was was re-created by various artists and rendered by various singers like Anuradha Paudwal, Anup Jalota, and others.

lord rama devotional songsJaise Suraj Ki Garmi Se Lyrics | Ram Bhajan

Genre: Devotional
Lord: Rama
Lyrics: Traditional
Singers: Various
Language: Hindi

Check out ‘Jaise Suraj Ki Garmi Se Lyrics’ here..

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko
Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya
Aisa Hi Sukh Mere Man Ko Mila Hai
Main Jabse Sharan Teri Aaya.. Mere Ram

Bhatka Hua Mera Man Tha Koi
Mil Na Raha Tha Saharaf
Lehro Se Ladati Huyi Naav Ko
Jaise Mil Na Raha Ho Kinara
Mil Na Raha Ho Kinara

Us Ladakhadati Hui Naav Ko Jo
Kisi Ne Kinara Dikhaya
Aisa Hi Sukh Mere Man Ko Mila Hai
Main Jabse Sharan Teri Aaya.. Mere Ram
Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko
Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya..

Sheetal Bane Aag Chandan Ke Jaisi
Raghav Kripa Ho Jo Teri
Ujiyali Punam Ki Ho Jaaye Rate
Jo Thi Amavas Andheri
Jo Thi Amavas Andheri

Yug Yug Se Pyasi Marubhumi Ne
Jaise Savan Ka Sandes Paya
Aisa Hi Sukh Mere Man Ko Mila Hai
Main Jabse Sharan Teri Aaya Mere Ram
Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko
Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya..

Jis Raah Ki Manzil Tera Milan Ho
Us Par Kadam Main Badhau
Phulo Mein Kharo Mein Patajhad Baharo Mein
Main Na Kabhi Dagamagau

Pani Ke Pyase Ko Taqdeer Ne
Jaise Ji Bhar Ke Amrit Pilaya
Aisa Hi Sukh Mere Man Ko Mila Hai
Main Jabse Sharan Teri Aaya Mere Ram
Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko
Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya..

Lord Rama Songs

Innastu Bekenna Hrudayakke Rama
Vandanamu Raghunandana
Ramachandraya Mangalam
Jag Mein Sundar Hain Do Naam
Ayodhyil Vaazhum Engal Kanmani Sriramane
Raghava Ashtakam

Comments

comments